Anmol Moti sms
1. Kisi k0 DUKH dene wala kabhi KHUSH nahi rehskta.
Hazrat Abu Bakar Siddiq (R.A)
2. Kisi ki be-basi pe mat hans0 kal ye waqt tum par bhi aa sakta hai.
Hazrat Umar Far00q (R.A)
3. Kisi ki aankh tumhari waja se num na h0 Q k Tumhen uske har aansu ka QARZ chukana h0ga.
Hazrat Usman Ghani (R.A)
4. Mazl00m 0r Namazi ki AAH se dar0 Q k AAH kisi ki bhi h0 ARSH k0 cheer kar ALLAH ke paas jaati hai.
Hazrat Ali (R,A)